Tuesday, December 10, 2013

[Pindi-Islamabad:94438] .......... PADOSI KE HUQOOQ ...........


In The Name Of ALLAH Most Gracious And Most Mercifull. The Prophet (PBUH) Said
" Pass On Knowledge From Me Even if it is Only One Verse "
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'Ala Rasulillah
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu


PADOSI  KE  HUQOOQ
 
Nabi Kareem Sallalahu Alaihe Wassalam Ka irshad Hai :--
Jibraiel Alaihesalam Mujhe Barabar Padosi Ke Baare Me
Takeed Karte Rahe Yahan Tak Ke Mein Ne Soncha
Usse Bhi Waris Banadenge…
Allah Ke Nazdeek Sab Se Acha Padosi Woh Hai
Jo Apne Padosi Keliye Sab Se Badh Kar Acha Kare…
EK Hadees Hai Ki…
Jiska ALLAH Par Aur Qiyamat Ke Din Par Imaan Ho
 Wo Apne Padosi Ke Sath Acha Bartao Kare………
Padosi Ke Sath Ehsaan Ki Shakal Ek Ye Bhi Hai Ki
Usse Mouqe Ki Munasibat Se Tohfe Paish Kiya Karo...
Kyunki Tohfe Dene Se Mohabbat Paida Hoti
Hai Aur Ranjish Adawat Durr Hoti Hai….

Aaye Allah Hume Apne Saare Huqooq Adaa karne ki Himmat Aur Taqat Dena....
Hum Par Apne Rehmat ,Fazal Woh Karam Karna....
Ameeeeen Summa Ameen

====================
Dua Ki Guzarish
Mrs Rubina Yasmeen
====================
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
If U Like My Post Join Me
 
yas.rubina@facebook.com


No comments:

Post a Comment

PAID CONTENT