yeh itna lamba topic hy keh is par jitna bhi bola jay kam hy
keh aap Rehmat hain sab jhanoon ky liy
likan is ka yeh matlab nahi hy keh aap ky gustakh ko maaf kar dia jay
ya logoon ko itni azadi di jay keh wo Aap S.A.W ki shan main koi gustakhi karain
kisi ki ammi ko gali di joy to sar phoor deta hy
aur Aap S.A.W ki shan main bakwas karny waly ko maaf kia jay
wah kia logic hy aap ki
Aap S.A.W ki rehmat hy keh aaj hum sab gunahoon ky bavjood zinda hain aur koi bara azaab nahi aaya
Aap S.A.W ki rehmat hy keh jinaat momin ki maraas bani
Aap S.A.W ki rehmat hy keh jo ek dosry ky dushman thy bhai ban gay
Aap S.A.W ki rehmat hy keh aaj humara masjood ek hy, mabood ek hy, warna batkany ky liy rasty kuch kam na thy
Aap S.A.W ki rehmat hy keh ramzaan ka mahina aur lila tul kdar jisi raat mili aur sary islami arkaan mily gareeboon ko hakook mily, ghulamon ko izzat mili, maan ko maan ka mukaam mila, baap ko baap ki izzat mili, bahanin mutbar hoin, betian muhabbat ki hakdar bni,\
jinab aap ny rehmat ka matlab galt lia hy, main ny kaha na is topic par jitna bhi likha jy kam hy
likan yeh koi rehmat nahi hy keh gustakh e rasool ko zinda chora jay
On Sat, Jan 15, 2011 at 12:52 AM, mc080402383 Sajid Hussain <mc080402383@vu.edu.pk> wrote:
I am just brain storming...and here is my last question.....How then Hazoor pak are rahmatul lil almeen? (keep in min God is Rabul almeen...where is God there is prophet...God is for all, Prophet is for all and everywhere)--On Sat, Jan 15, 2011 at 1:40 PM, Aima Butt <mc070401764@vu.edu.pk> wrote:
App sub ke hidmat main akk chota sa waqya pasha y hidmat hay Akk baar
Akk yahode aur muslamn (munafiq) kay darmyan kise baat ko lay ker
jagra howa tay ya paya kay APP S.A.W kay darbaray aqdas main ja ker
apna jagra batatay hain fasla Sarakar larain gay bahrahal APP S.A.W
nay faisla Yahoode kay haq main diya yaqeenenn wo hakdar tha lakin is
baat per muslamn Munfik kush na howa aur yahoode say kehnay laga main
is faslay per naosbillah mutfiq nahi tum maray Sath UMERFAROOQ R.A kay
pa schalo yahoode ko lay ker app kay gher mubarik pohnch gya yahoode
nay umer farooq R.A say kaha Kay App S.A.W pehle he ya fasla ferma
chokay hain per ya manay ko tyar nahi aur wo munifiq bola YA Umer app
jo kahain gay mujay manzoor hay mujay App per barosa hay Umer farooq
R.A nay fermya phir ruko aur apnay hijray main tashreef lay gay wapsi
per hath main talwar the aur akk he waar main munafik ke gardan tan
say juda ker de aur fermya is ka fasla sirf talwar da aur phir fermaya
kiya taray liya nabi ke baat say ber ger Umer ke baat ho gae aa
munafiq baadab sarkar ka fasla umer ka fasla tu nay un kay fasla ko
thkra ker baadbe ke tare sasa sirf talwar the App S.A.W ko is waqya ka
pata chala to koe had na lage khamoshi rahe yane Umer farooq R>a ka
amal pasand fermaya
Dosto ya hay islam kay akk fasla na manay walay ke gardan ora de jay
aur akk mallon aurat sarkar ke shaan y kareema main nazaba ilfaz bolay
aur muslaman oth ker os ko bachnay adalton main jain aur Islam ko kala
qanoon kahain Azmatay mustfa koe cheese nahi namos Rasool ke hifazat
phir koun karay ga Akhri baat jo loog is baat kay haq main hain kay
mumtaz qadri nay jo kiya such kiya kuda ke qasam jasay be hoon Aashiq
mustfa aur yahe amal jo umer farooq nay kiya os ka parokar hain aur jo
loog ya mukhtalif sochon main pansay howay hain ajj apnay emman ka
jaiza kudh ker lain kay dil main Rasool Allah ke mohbat kitne hay ???
On 1/15/11, DeadBody <bc070400760@vu.edu.pk> wrote:
> *yes*
> *Aap S.A.W buhat khosh hoy hoon hoon gy*>> discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com<discussion_vu%2Bunsubscribe@googlegroups.com>
> *wesy hi jesy Kab Bin Ashraf ky katal par khosh hoy thy*
> *aur Aap S.A.W humain yeh sunnat de kar gay hain*
> *keh jo shan e Nabi S.A.W main gustakhi kary usy katal kar dia jay*
> *aur nabi S.A.W ki sunnat poori ho to kia aap khosh nahi hoon ?*
> *zaroor hoon gy*
> *Allah bhi khosh ho ga*
> *Allah ka Rasool S.A.W bhi*
>
>
> On Fri, Jan 14, 2011 at 5:33 PM, mc080402383 Sajid Hussain <
> mc080402383@vu.edu.pk> wrote:
>
>> waisay he bahs baray bahs kartay ja rahay ho tum LOG......
>>
>> Lets it be decided by Law.....Qatil ka muqadma zaray gor hay.
>>
>> Main to to aik sawal poocha aur koi jawab nahi day rahah??
>>
>>
>> Kia Hazoor Pak iss qatal par kush howay hongain?
>>
>> Yes or NO......nothing else
>>
>> --
>> Best Regards,
>> Sajid Hussain
>>
>> --
>> You received this message because you are subscribed to the Google Groups
>> "Virtual University of Pakistan" group.
>> To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
>> To unsubscribe from this group, send email to
>> .
>> For more options, visit this group at
>> http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
>>
>
> --
> You received this message because you are subscribed to the Google Groups
> "Virtual University of Pakistan" group.
> To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
> To unsubscribe from this group, send email to
> discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
> For more options, visit this group at
> http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
>
>
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
Best Regards,
Sajid Hussain
--To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
No comments:
Post a Comment