"Ansuu"
In Ankhon Mein Aansu Aaye Na Hote,
Jo Wo Peeche Mud Ke Muskuraye Na Hote.
Unke Jaane Ke Baad Ye Ghum Hota Hai,
Ki Kash Woh Meri Zindagi Mein Aaye Na Hote.
Jo Wo Peeche Mud Ke Muskuraye Na Hote.
Unke Jaane Ke Baad Ye Ghum Hota Hai,
Ki Kash Woh Meri Zindagi Mein Aaye Na Hote.
"Ankhon ka pani"
Sun Sako To Ek Kahani Hu Mein,
Rakh Sako To Ek Nishani Hu Mein,
Pa Sako To Ek Saya Hu Mein,
Rok Na Payi Jise Sari Dunia,
Wo Ek Boond Aankho Ka Pani Hu Mein
Rakh Sako To Ek Nishani Hu Mein,
Pa Sako To Ek Saya Hu Mein,
Rok Na Payi Jise Sari Dunia,
Wo Ek Boond Aankho Ka Pani Hu Mein
"Bharosa"
Muhabbat Ka Dhuwan Aankhon Mein Pani Chor Jata Hai,
Kisi Rastay Se Gham Guzaray Nishani Chor Jata Hai,
Humari Guftugu Se Bhi Woh Qael Nahi Hota,
Aur Apni Khamoshi K Bhi Maani Chor Jata Hai,
Bharosa Jis Pe Ho Usay Tawaqqo Koi Mat Rakhna,
Yehi Ek Saibaan Be-Saaibaani Chor Jata Hai,
Yehi Ek Saibaan Be-Saaibaani Chor Jata Hai,
"Sodager"
Hum Khushbu Kay Sodagar Hain
Hum Soda Sacha Kartay Hain
Jo Ghahak Pholoon Jaisa Ho
Hum Bin Damoon Bik Jatay Hain
Hum Shehray Wafa Kay Logoon Ka
Tum Bhala Hal Kya Janoo
Hum Dil Ki Baat Chupatay Hain
Aur Ansoo Tak Pee Jatay Hain
--
"...SUBHANALLAHI WABI HAMDIHI...SUBHANALLAH IL AZEEM..."
~*~$H!N!NG $T@R~*~
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
No comments:
Post a Comment