Tuesday, March 8, 2011

[discussion_vu] Hadith: Dajjal Makka aur Madina mein nahi ja sakega



 




 
 
Anas bin Malik Radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallaho alaihey wasallam ne farmaya koi shahar aisa nahi jismein Dajjal na jayega siwaye Makka aur Madina ke, unkey har raastey par farishtey saf bandhey khadey hongey aur chokidari karengey phir Dajjal us sar zameen mein utreyga ( madiney ke kareeb) aur madeena 3 baar kaanpega (yani 3 baar usmein zalzala aayega) aur jo usmein kaafir ya munafiq hoga
wo Dajjal ke paas chala jayega .
Sahih Muslim, 7390


English Translation:
Anas b. Malik Radi Allaho Anho reported that Allah's Messenger (may peace be upon him) said: There will be no land which would not be covered by the Dajjal but Mecca and Medina, and there would no passage out of the passages leading to them which would not be guarded by angels arranged in rows. Then he (the Dajjal) would appear in a barren place adjacent to Medina and it would rock three times that every unbeliever
and hypocrite would get out of it towards him.
Sahih Muslim, Book 041, Number 7032:

--
Sikandar Khush Nahin Loot Kar Daulat Zamaane Ki

Qalandar Dono Haathon Se Luta Kar Raqs Karta Hai  

سیدنا ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: "اس (پاک ذات) کی قسم! جس کے ہاتھ میں میری جان ہے کہ تم میں سے کوئی مومن نہیں ہو سکتا جب تک کہ میں اس کے نزدیک اس کے باپ اور اس کی اولاد سے زیادہ محبوب نہ ہو جاؤں۔

Allah Pak Farmatay Hain....

Aye ibne Adam

Ik Teri Chahat Hai Or Ik Meri Chahat Hai

Hoga To Wohi Jo Meri Chahat Hai

Haan Ager Tune Superd (hawale) Kardia Khood Ko

Uske Jo Meri Chahat hai

To Main Tujhe Woh Bhi Donga Jo Teri Chahat Hai...

 

Or Ager Tune Mukhalfat Ki Uski Jo Meri Chahat Hai

Tu Main Thaka Dunga Tujhe Us Main Jo Teri Chahat Hai

Phir Hoga Wohi Jo Meri Chahat Hai.....




--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.

No comments:

Post a Comment

PAID CONTENT