ek jesi Lagti hein Chooriyan Bhi
Larkiyan Bhi
Hansti Hen
KhanKti Hen
Chooriyan Bhi
larkiyan bhi
Nazuk Inteha Ki,
Ek Zara C Thes se
Tookr Bikhrti
Hen Chooriyan Bhi
Larkiyan Bhi
In k Torrne Walon Ko Ehsas
Tak Nhi Hota,
Bikher k Kab
sambhlti Hen chooriyan bhi
Larkiyan bhi
ZindGi Ki
Dhakan ko Ek Ridhem se Deti Hen,
Zeest Ko Sjaati
Hen Chooriyan Bhi
Larkiyan Bhi
Apne Dukh Ko
Apne Ander Rakh k Bhool Jati Hen,
Bahir se Chamkti
Hen Chooriyan Bhi
Larkiyan Bhi
--
paa lenay ki khushi pal bhar ki hoti h mgr kho denay ka mlaal umer bhr rehta h
SO yah mat socho k zindagi mn kitny
pal hein yah socho k aik pal mein kitni
zindageyan hein!!!!!!
*NISA_M@llik*
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
No comments:
Post a Comment