Faseel_e_sheher pay mujh ko chirag dharna tha
Phir us k baad andheray ki simt chalna tha
Main is liay b tumhein rok hi nahi paya
Mujhay khabar thi tumhein rasta badalna tha
...
Bicharnay walay zara soch to sahi hum nay
Yeh umer bhar ka safar sath sath karna tha
Likha howa tha muqadar k sabz kagazpay
Tumharay sheher say rotay howay guzerna tha
Yeh kiya k raat utartay hi so gay MOHSIN
Tumhi nay to jagtay lamhon ka dard likhna tha ...!
-----------------------------------------------
DiL Bhi Abaad Hai iK Shehar-e-Khamoshan Ki Tarah…!
Har Taraf LoG Hain MaGar AaLam-e-Tanhai Hai…!
Doob Jaa Ishq-E-Khuda Mein Sab Kuch Bhool Kar
Kis Ne Paayi Hai Yeh Duniya Ki Mohabbat Jo Tu Paaye Ga..!!
<<<<<<< sAd pAncHi >>>>>>>
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
No comments:
Post a Comment