Apne maazi k fasanay jo sunata tum ko
kese zinda hoon ab tak tumhe herat hoti.
kuch nhi kehta tu kehtay hain magroor hun main.
tu kuch kehta tu kuch aur shkayat hoti...
khud parsti jo na insan ki fitrat hoti.
saari dunia main Mohabbat hi Mohabbat hoti.
tum nay acha kiya mujhko na diya wafa ka badla.
tum muj se b wafa krtay tu teejarat hoti....
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
Ae Taghyyar-E-Zamana ye ajeeb dil lagi hai.
na waqare dosti hai na majal-E-Dushmani hai.
meray sath tum b chalna meray sath tum b ana.
zara gham k rastoon main bari teez teergi hai.
ye mushahida nai hai meray dard ki sada hai.
meray Dagh-E-Dil lutay hen teri bazm jab saji hai.
Ghum-E-Zindgi kahan hai abi wehshaton se fursat.
Teray naz utha hi lenge ,abi zindgi pari hai.
jisay apnay yaar kehna ussay chorna bhanwar main.
Ye Hadees-E-Dilbaran hai,ye kamal Dilbari hai.
Wo guzar gaya hai.nasir koi kafla chaman se.
kahen Aag jal rahi hai khen raakh soo rahi hai.
Doob Jaa Ishq-E-Khuda Mein Sab Kuch Bhool Kar
Kis Ne Paayi Hai Yeh Duniya Ki Mohabbat Jo Tu Paaye Ga..!!
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
No comments:
Post a Comment