In The Name Of ALLAH Most Gracious And Most Mercifull.
The Prophet (PBUH) Said
" Pass On Knowledge From Me Even if it is Only One Verse "
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'Ala Rasulillah
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
Belief In Messenger
Belief In MUHAMMAD Sallalahu Alaihe Wassalam
Means Belief in Allah's Revelations To Him...
It invoves Acceptance Of Allah As The One And Only ALLAH,
Islam As His Religion.
MUHAMMAD PBUH. As His Messenger And Tha Quran As His Book.
In Other Words All Islamic Belief Are One inseparable Whole.
The Prophet PBUH Says…
" None Of You Will Have Faith Till He Loves Me
More Than He Does His Father,
His Children And Everybody Else "
After All He Was Entrusted With Conveying
ALLAH'S Message To Mankind.
Therefore What is Mentiones About All Elements Of islam
And Peace Applies To Belief in Prophet MUHAMMAD PBUH..
Ek Shaqs Ne Arz Kiya Aaye ALLAH KE RASOOL
Mera Paas Rishtedar Aise Hain Ke Mein Unse Sila Rehmi Karta Hoon
Aur Woh Mujh Se Qatah-E-Talouq Karte Hain,
Mein Unnse Husn Sulook Karta Hoon Aur
Woh Mujh Se BadSulooki Karte Hain,
Mein UnnKe Sath Sabr Wo Burdbari Ka Bartao Karta Hoon,
Aur Woh Mere Sath Jahalath Se Paish Aate Hain,
Usski Baat Sunkar Nabi Kareem Sallalahu Alaihe Wassalam Ne Farmaya
Agar Tum Waqiye Waise Hi Ho Jaisa Ki Bata Rahe Ho Toh
Goya Tum Unhe Garm Raakh Khila Rahe Ho
{ Yaani Zaleel Wo Ruswa Kar Rahe Ho }
Tumhare Sath Allah Talah Ki Janib Se
Ek Madadgaar Farishta Muqarrar Rahega
Rishtedaroun Ke Sath Sila Rehmi Ka
Ek Madadgaar Farishta Muqarrar Rahega
Rishtedaroun Ke Sath Sila Rehmi Ka
Agar Sirf Itna Hi Faiyada Ho Ke
ALLAH Subhana Talah Sila Rehmi Karne Waloun Ko
Duniya Aur Aaqirat Me Apne Sath Milaye Rakhe,
Iske Nateje Me Iss Par Apni Rehmath Ka Faizan Karde,
Usske Mamlaat Aasan Karde,
ALLAH Subhana Talah Sila Rehmi Karne Waloun Ko
Duniya Aur Aaqirat Me Apne Sath Milaye Rakhe,
Iske Nateje Me Iss Par Apni Rehmath Ka Faizan Karde,
Usske Mamlaat Aasan Karde,
Aur Usski Mushkilaat Durr Farma De
Toh Yahi Kya Kamm Hai, Jabki Isske Sath Hi
Khandaan Me Qurabat Aur Muhabbat Badhti Hai..
=====================
Toh Yahi Kya Kamm Hai, Jabki Isske Sath Hi
Khandaan Me Qurabat Aur Muhabbat Badhti Hai..
=====================
Rembr Me In Ur Prayer
Mrs Rubina Yasmeen
======================
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
If U Like My Post Join Me
yas.rubina@facebook.com
No comments:
Post a Comment