In The Name Of ALLAH Most Gracious And Most Mercifull.
The Prophet (PBUH) Said
" Pass On Knowledge From Me Even if it is Only One Verse "
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'Ala Rasulillah
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
ISLAMI AADAB
1 - Sachaiy
2 - Amanat
3 - Paakbazi
4 - Sharm Wo Haya
5 - Saqawat
6 - Wafadaari
7 - HumSayagi
8 - Har Uss Cheez Se Durr Rehna Jisko Allah Ne Haram Kiya Hai
9 - Zaroorat Mand Ki Hasb Ista"at Madad Karna
10 - Salaam Karna
11 - Seedhe Hath Se Khana Khana
12 - Khana Shuru Karne Se Pehle Bismillah Padhna
13 - Khane Se Farigh Hone Ke Baad Alhamdulilah
14 - Cheenk Aane Par Alhamdulilah Kehna
15 - Cheenkne Wala Alhamdulilah Kahe Toh Jawab Dena
16 - Mareez Ki Aayadath Karna
17 - Shadi Ke Mouqe Par Barkat Ki Dua Karna
18 - Musibat Zadah Se Humdardi Karna
19 - Ladke, Ladki Ki Paidash Par Mubarakbaad Dena
{ Ye Material Kitaab AAM MUSALMAAN kELIYE ZAROORI ASBAAQ Se Liya Gaya Hai iske Taleef hai..
Iske TALEEF Hain AlSHAIK ABDUL AZIZ BIN ABDULLAH BIN BAAZ..
Supervision OF The Ministry Of Islamic Affairs... Riyadh...Kingdom of Saudi Arabia...
Talib E DUA
Mrs Rubina Yasmeen
============
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
If U Like My Post Join Me
yas.rubina@facebook.com
No comments:
Post a Comment