Sunday, December 22, 2013

[Pindi-Islamabad:94533] .......... Salam Wa Jawab ..........

In The Name Of ALLAH Most Gracious And Most Mercifull. 
The Prophet (PBUH) Said
" Pass On Knowledge From Me Even if it is Only One Verse "
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'Ala Rasulillah
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu

 Salam Wo Jawab
 
Nabi Kareem Sallalahu Alaihe Wassalam
Ke Salaam Wo Jawab Ka Tareeqa….
Rasool Allah Salallahu Alaihe Wassalam Ne Farmaya Ki...
" Behtareen Islam Yeh Hai Ke Tum Khana Khilao
Aur Janne Wale Aur Naa Janne Wale Sab Ko
Salam Karne Me Pehel Karo"
Jab Allah Subhana Talah Ne
Hazrat Aadam Alaihe Salam Ko Paida Kiya
Toh Unnse Farmaya Ke Unn Farishtoun Ke Paas Jao
Aur Unhe Salam Karo Aur Suno Ki Woh Tumhe
Kis Tarha Ka Salam Wo Jawab Dete Hain,
Kyunki Wohi Tumhara Aur Tumhari Aulaad
Ka Salam Wo Jawab Hoga,
Hazrat Aadam Allaihe Salam Ne Jakar Farishtoun Ko
Assalam Alaikum Kaha,
Farishtoun Ne Jawab Me
" Assalam Alaikum Wa Rehmath Ullah
" Kaha, Aur Unke Jawab Me Rehmath Ullahi Ka izafa Tha…..
Aap Ne Salaam Ko Aam Karne Ka Hukum Diya
Aur Farmaya Ki Jab Wo Salaam Ko Aam Karenge
Toh Unki Aapas Me Mohabbat Paida Hojayegi
Aur Bagair Imaan Ke Jannat Me Daqil Naa Honge,
Aur Imaan Baghair Mohabbat Ke Paida Nahi Hosata…
{Ye Material Kitab MUQTASAR ZAADALMA'AD Se liya gaya hai
jiske taleef hain SHAIK ALISLAM MUHAMMAD BIN ABDUL WAHAB..
under supervision Ministry of islamic affair..Riyadh..Kingdom Of Saudi Arabia}
 
Aaye Allah Hume Seerat-e-Mustaqeem Par Chalana  Ki Toufeeq  Aata Farma..
Aur Humara Qatema Imaan Par Ho....
Ameeeeeeeeen
 
Aap Sabki Duaoun Ki Talib
Mrs RUBINA YASMEEN

Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
If U Like My Post Join Me
yas.rubina@facebook.com

No comments:

Post a Comment

PAID CONTENT