Akhir kiss cheez ne kis takat ne use ye jawab dene per majboor kia........
Aaye is topic per bat kerte hai
Bat darasal ye hai k Islam Suud Ko Haram karar deta hai. Islam main suud ko RABUH kaha gaya hai jis k meaning hai ziyada hona ya barhna....
Suud ko mana kerte hoye Qurane pak main Surae Ale Imran main Allah Tabarak Tala Farmata hai....
Ae Eman walo! tum(Apne mal per)suud jo(mal ko)brahata hai maat khawo or Allah ka Taqwa Ikhtiyar Karo......
Surae Baqara ki Aayat No.279 or 280 mian Irshad Hai....
Ae Eman walo! Allah ka taqwa ikhtiyar karo agar tum momin ho to suud main se jo kuch baqi hai use chordo or agar tum ne esa na kia to Allah or us k Rasool ki taraf se jang ka yaqeen kerlo...
Suud mashre main mutadid manfi Asrat ka baes banta hai . Enhi manfi asrat ki bina per suud Islam main Haram karar dia gaya hai..
Kia Aap Hazrat meri is bat se Muttafiq Hai Agar hai ya nahi hai Apni Raye ka izhar kare .......
Jazak ALLAH u all r invited to share Islamic knowledge.come and share
--
-- --
For study materials, past papers and assignments,
Join us on www.VuScool.com
www.VuGuys.com
CoooL Virtual University Students Visit this group
<<<<<<< pAncHi >>>>>>>
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
No comments:
Post a Comment