Khety hai bere fikhar se hum ghum nai kerty
matam ki sada sunty hai per matam nai kerty
woh log bhala smajhy ge kiya ramzey shahadat
jo Eid tu kerty per Muhurrum nai kerty
kyun ap ka dil duhkta hai kyun jalta hai ye seena
hum ap k seene pe tu matam nai kerty
mohsin ye mhashor rawayat hai jahan mai
Qatal kabi Maqtool ka matam nai kkerty
Apna koi Mer jaye tu roty hai lipat ker
per Aal-e - Muhammad ka tum ghum nai kerty
Himat hai tu keh dena mehsher main Nabi Sewer (pbuh) se
hum zinda- o- javed ka matam nai kerty
kehty hai bare naz se
hum ghum nai kerty
matam ki sada sunty hai matam nai kerty
Aye matam shabir AS se mouh phirney walo
kiya apne azeezo ka bi kabi ghum nai kerty
Agar hussain k matam mai kuch nai rukha
tu phir yazeed k beito mai khalbali kyun hai
.
Ap yeh kehtey hain shia boy ki shadi sunni girl ya sunni boy ki shia girl say shadi jaiz nahi hai. Bilkul thek hai.Keon k ap log is kabil nahi ho k ap logon se kisi kisam ka rishta qaim kar saken.
Ap ney kaha k shia ki namaz, roza timing, kalma, namaz-e-janaza 4 se 5 rakatien, zohar asar aur maghrib esha ki namaz ka ikathey parhna aur bohat se aqaid deen-e-islam k shia k sunni hazarat se different hain. Ap ney yeh to bari easily yeh keh diya. Per yeh research nahi ki hum shia log yeh keon difference ap logon se. Kiya ap bhole gaey k ap k aur hamarey RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) ney apne akhari hajj k baad kia farmaya tha.
RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) ne farmaya: "Aj main ney deen ko tumharey liye mukamal kardiya"
To bataien insaf kar k hum deen islam RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) k hukam ki nafarmani kar k deen islam mien bidatoon ko manien. Jin ko ap k khulfa ney deen mien izafa kia aur RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) KI AULAD ka khoon bahaya khulfa ki bait na karney per. Ap ki books mien sub wakiat ap k ulma ney likh diye hain. Aur bohat se shia bhi ho gaey hain. Yahan se pata chalta hai k ap k aqaid according to the rules of RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) nahien hain. Ap hamien kafir kehne se pehley apne gireban mien jhankien aur plz apne logon ko hamarey khilaf na Karen. Hum log Ashiqan-e- RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) AUR AL-E- RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) hain. Hum log namaz, roza timing, kalma, namaz-e-janaza 4 se 5 rakatien, zohar asar aur maghrib esha ki namaz ka ikathey parhna aur bohat se aqaid deen-e-islam aur yahan tak k woh sahaba k jinhon ney touheen-e-Risalat ki, un ka proved bhi ap hi ki books se answer dey saktey hain. Video clips upload kar k masoom logon ko gumrah na Karen. Pehley apni books aur QURAN PAK ko follow Karen aur samjhien.
(QURAN PAK; SURAH-E-EHZAB, AYAT # 57)
"Jo log ALLAH aur RASOOL (S.A.W.W) ko azeyat detay hain, un per duniya aur akhrat mien ALLAH ney lanat ki au roes ney un k liye zilat amez azab tayar rakha hai."
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
No comments:
Post a Comment