Saturday, January 29, 2011

Re: [discussion_vu] Shadi

ap logo k baqool k shia mazhub derasal yazeed ka mazab tha agar yazeed ka mazhub tha tu shia qoom kabi b na banti apko itna confirm ker do k uss age main shia mazhub ka koi concept hi nai tha knowldge ki baat kerty ho ap ko apne shuhab  karam k bare mai hi nai maloom k k kon thy kiya kiya kaam kiye beri himat ki baat ho ti hai haqeeqat ko face kerna


humare tu phely kahlifha b mula ali hai or akhri b humare phely imam b mula ali hai or akhri imam mehdi A.S
bhut beri gumrahi mai ho ap log per jana sub ne allah k pass hi  hai
Quran majeed main khuly ilfazon mai hai k hum zameen mai kuch aisa otra hai k jin logo ne unko pechan liya unki aakehrat sudher gei jin logo ne un k juhtlaya un k injaam woh akhrat main khud dekh ley ge phir keh ge k kash hum un logo k pechy na lagty jin k khun karnamy theek nai hai



ap sub logo k liye

Ab muslmano ko izzat ka khyal aya hy
Apni khoi hoi gherat ka khyal aya hai
Dar ba Dar Aal - e - Muhammad ko phirany walo
Aj toheen Risalat ka khayalaya hai


On Sat, Jan 29, 2011 at 12:38 AM, Usman Ali Shah <mc070401764@vu.edu.pk> wrote:
agar app loog mare baat sunain to main kuch kahon jo saray maslay ka
conclusion ho lakin plz is ka reply zaror dain kuon kay is say kay bat
kise controversy ke gunjaish nahi
first of All for example Hum dono main say akk to haq per hay lets say
agar shia haq per hayin nosbila its just an example to phir sunniyon
ke bakhishs toi h jay ke juon kay sahaba karam ke muhabaat say aur
deen ke katabon ke waja say jo hum tak pohncha hum os ka ahtram kertay
hain HUmaray immamon nay onhon baray rutbay ata kiya jin main ko zara
barbar be humaray nazdeeq shaq nahi lakin .hum loog muslam kay baray
main acha guman ker rahay hain phir wo muslamn jin ke gawahe Khud App
S.A.W hain humare bakhish dono surton main paki kuon kkay buray ko
bura kehna be islam main mana hay agar wo muslman hay
Magar magar magar yahe question main shia hazrat say puchta hoon agar
hum haq per howay to tumhara kiya banay ga kuon kay tum App S.A.W kay
pyaray sahaba ikaram ko naosbullah kiya kiya nahi kehtay rahay kiya ya
wo be sub shaq ke bunyad per tum apni kitabon per yaqeen ker kay os
ankon per to nahi
 Wel conclusion Sahaba Ikaram ke muhabaat kernay walay dono tarf say kamyab
Magar shi hazrat RISk per magar kuda ke qasam ya risk in ko bohat
manhga per sakta hay mare shi hazrat say guzarish hay shaba ikran say
bugas chor dain aur positive soch rakhan na kay negitive

On 1/28/11, mc080400838 Muhammad Usman Amin <mc080400838@vu.edu.pk> wrote:
> mohtarma tahira sahiba mujy sirf ye btyn QURAN-E-PAK ko iktha krna mtlb ek
> kitab ki shkl ma krna bura kam ha, zakaat na deny or NUBAWWAT k jhuty daway
> krny walo ko safaya krna bura kam ha, neel (river) ma khat phenkwa kr insan
> ki qurbani rukwana bura kam ha to phir acha kam kya ha???????? huh
>
> or dusri bat ye ha HAZUR S.A.W ne 10 sahaba ko unki zindgi ma e jannat ki
> bashart dy di thi jinhen hum ASHRA-E-MUBASHRA kehty hen
>
>
>    1. Hazrat Abu Bakr
>    2. Hazrat Umer
>    3. Hazrat Usman
>    4. Hazrat Ali ibn Abu Talib
>    5. Hazrat Talha
>    6. Hazrat Zubair bin al-Awwam
>    7. Hazrat Saad bin Abi Waqas
>    8. Hazrat Saeed bin Zaid
>    9. Hazrat Abdul Rahman ibn Awf
>    10. Hazrat Abu `Ubaida bin al-Jarrah
>
> --
> You received this message because you are subscribed to the Google Groups
> "Virtual University of Pakistan" group.
> To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
> To unsubscribe from this group, send email to
> discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
> For more options, visit this group at
> http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
>
>

--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.


--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.

No comments:

Post a Comment

PAID CONTENT