Saturday, January 29, 2011

Re: [discussion_vu] Shadi (Nikkah)?????????????

sub se phely tu tazeeb k daeray mai reha k baat kere is terh baat kerni mujko b ati hai per mai theek ho mera mazha iss terh ki batameezi nai sekhta or dosri baat baqol ap k humare mazhub k buyaad yahodiyon nai rakhi hai awal tu aisa kuch b nai agar ap is cheeze ko manty ho tu zara socho yahodi hi thy jin logo ny Rasool ki betiyon k sero pe chader rakhi thi ap logo ki terh muslman nai jo Rasool ki betiyon ko ser bazar nangy ser phiraty reh thy woh log b muslman thy  or gumrha kerny ki baat kerty ho agar ap logo k imaan hi kazoor hai tu mai kiya ker sakhti ho

On Sat, Jan 29, 2011 at 2:34 PM, FaKe LiFe <noon240@gmail.com> wrote:
OEE KIA SACHAI HE TUMHARE MAZAB me bohat ache tarha janta houn me chup ho kar sun raha houn oe tum bole ja rehe ho .... me group me  batao ya private me sunna passand karoo ge apne farkw ka bare me
kia he tumhare farke ki base yahoodi or majossseo ki rakhe hoe he es se bar kar or kia hakeekat ho ge tumhare misss taihra sarwr orrr haa me tumhe batata houn ketne loog ahl e tashi se Ahl e Hadees hoe hain muj se poch
tere me tabiat theak karta hou kia bachoo ko gumraha kkat rhe ho tum

On Sat, Jan 29, 2011 at 1:29 AM, mc080403140 Tahira Sarwar <mc080403140@vu.edu.pk> wrote:
or ek or baat ap log bhut bari gumrahi mai ho ab b waqt hai man lo k zameen per khuda ki hujat Mula Ali as hai
aj tak kabi b nai suna hoga k koi al-tashi apna mazhub chor k al sunnat  ka mazhub apna liya hai
per ap log ye roz sunty ho gy al-e sunnat   ale tashi ho geya raoz suno gey b
phir gor kero kuch tu suchai hai humare mazhub mai k ap logo ko apna mazhub chorne pe majbor ker deti hai
allah ka lakh lakh suhkar hai hum shia hai mula Ali as ka suhkar hai k un k mane walo mai hum b hai

On Sat, Jan 29, 2011 at 2:22 PM, mc080403140 Tahira Sarwar <mc080403140@vu.edu.pk> wrote:
ap ki sub batoon ka ye jawab hai

Khety hai bere fikhar se hum ghum nai kerty
matam ki sada sunty hai per matam nai kerty
woh log bhala smajhy ge kiya ramzey shahadat
jo Eid tu kerty per Muhurrum nai kerty
kyun ap ka dil duhkta hai kyun jalta hai ye seena
hum ap k seene pe tu matam nai kerty
mohsin ye mhashor rawayat hai jahan mai
Qatal kabi Maqtool ka matam nai kkerty

Apna koi Mer jaye tu roty hai lipat ker
per Aal-e - Muhammad  ka tum ghum nai kerty
Himat hai tu keh dena mehsher main Nabi Sewer (pbuh) se
hum zinda- o- javed ka matam nai kerty

kehty hai bare naz se
hum ghum nai kerty
matam ki sada sunty hai matam nai kerty 
Aye matam shabir AS se mouh phirney walo
kiya apne azeezo ka bi kabi ghum nai kerty

Agar  hussain k matam mai  kuch nai rukha
tu phir yazeed k beito mai khalbali kyun hai

On Fri, Jan 28, 2011 at 11:57 PM, bc070400500 Almdar Hussain <bc070400500@vu.edu.pk> wrote:

.  

Ap yeh kehtey hain shia boy ki shadi sunni girl ya sunni boy ki shia girl say shadi jaiz nahi hai. Bilkul thek hai.Keon k ap log is kabil nahi ho k ap logon se kisi kisam ka rishta qaim kar saken.

Ap ney kaha k shia ki namaz, roza timing, kalma, namaz-e-janaza 4 se 5 rakatien, zohar asar aur maghrib esha ki namaz ka ikathey parhna aur bohat se aqaid deen-e-islam  k shia k sunni hazarat se different hain. Ap ney yeh to bari easily yeh keh diya. Per yeh research nahi ki hum shia log yeh keon difference ap logon se. Kiya ap bhole gaey k ap k aur hamarey RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) ney apne akhari hajj k baad kia farmaya tha.

RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) ne farmaya: "Aj main ney deen ko tumharey liye mukamal kardiya"

To bataien insaf kar k hum deen islam RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) k hukam ki nafarmani kar k deen islam mien bidatoon ko manien. Jin ko ap k khulfa ney deen mien izafa kia aur RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) KI AULAD ka khoon bahaya khulfa ki bait na karney per. Ap ki books mien sub wakiat ap k ulma ney likh diye hain. Aur bohat se shia bhi ho gaey hain. Yahan se pata chalta hai k ap k aqaid according to the rules of RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) nahien hain. Ap hamien kafir kehne se pehley apne gireban mien jhankien aur plz apne logon ko hamarey khilaf na Karen. Hum log Ashiqan-e- RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) AUR AL-E- RASOOL-E-PAK (S.A.W.W) hain. Hum log  namaz, roza timing, kalma, namaz-e-janaza 4 se 5 rakatien, zohar asar aur maghrib esha ki namaz ka ikathey parhna aur bohat se aqaid deen-e-islam  aur yahan tak k woh sahaba k jinhon ney touheen-e-Risalat ki, un ka proved bhi ap hi ki books se answer dey saktey hain. Video clips upload kar k masoom logon ko gumrah na Karen. Pehley apni books aur QURAN PAK ko follow Karen aur samjhien.

(QURAN PAK; SURAH-E-EHZAB, AYAT # 57)

"Jo log ALLAH aur RASOOL (S.A.W.W) ko azeyat detay hain, un per duniya aur akhrat mien ALLAH ney lanat ki au roes ney un k liye zilat amez azab tayar rakha hai."

--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.

Where true Love burns Desire is Love's pure flame;
It is the reflex of our earthly frame, 
That takes its meaning from the nobler part, 
And but translates the language of the heart.

--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.

--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.

No comments:

Post a Comment

PAID CONTENT