Dear brother. Roza rakhnay ki waja sa hi is ko jaiz karar nahi dia ja sakta. agar shaba karam ma sa kisi na milaad manaya ho to us ki misaal dain. Baki Roza to har peer ko rakhtay thay to phr aap saal k baad q manatay ho. yeh fazool Rasam ha. is ka Quran hadees ma kahin koi saboot nahi ha. Aaj sa 1400 saal pehlay jab aap P.B.U.H ka wisaal hua to tab shitan khush tha munafeqeen khush thay aur musharakeen khush thay woh jabkay sahaba karam gham ki shidat sa nidhaal thay. woh bhi 12rabiulawal ka din tha. Allah hamain Islam ko samjnay ki tofeeq ata farmay.
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
Thursday, February 17, 2011
Re: [discussion_vu] Milaad pak (jaiz ya najaiz)
On 2/17/2011 11:11 NA, Cute 470 wrote:
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment