A special note about " TRUE LOVE "
Sucha piyar dil ki gheraiun se demag ki sochu se apni adaon se apnay aap ko mehboob ki pasand k mutabiq bananay se jab piyar zahir ho wo sucha piyar hota hai, suchay piyar mein kisi third person ka tassawar bhi karna momkin nai hota...suchay piyar mein baaten karne k liye aur "i miss u" kehne k liye mobile ki zarorat nai parti...ye messages aashiq aur mehboob k darmiyan dil se dil tk khud ki pohnch jata hai..aur wo dono iss cheez ko mehsoos kartay hain........!
kiyun k Dil se Dil ko rah hoti hai...!
Suchay ishq mein rohaniyat hoti hai...paakdamni hoti hai...suchai hoti hai...ek ehsaas hota hai...khudgharzi nahi balkeh qurbani hoti hai...ye taaluq 2 jismo ka nahi 2 roohuun ka hota hai...suchay ishq mein shaadi hona ki hasrat zaror hoti hai shaadi ki koshish zaror hoti hai magar shaadi ki shart nai hoti....shadi ho na ho esay shaadi ka laaluch nai hota ye martay damm tk rehta hai...sucha ishq paakiza hota hai imaan ki tarah paakiza...........!
Thanks & regards,
Faisal Shehzad Jutt
MBA Marketing
mobile #. 0333-8983823
Email : faisalcute786@gmail.com
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan" group.
To post to this group, send email to discussion_vu@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to discussion_vu+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/discussion_vu?hl=en.
No comments:
Post a Comment